data-ad-format="auto" data-full-width-responsive="true">

Saturday, 2 November 2019

Kya khabar kon kahan tark-e-talluk kar lay ab akathy hain to tasveer bana li jaiy






Kya khabar kon kahan tark-e-talluk kar lay
ab akathy hain to tasveer bana li jaiy





Kala til naswari ankhein Hain mashkook tumhari ankhein






Kala til naswari ankhein
Hain mashkook tumhari ankhein






Main kisi sa'at khush faal mein tujh ko maangu Tu kisi lamha-e-ilhaam mein mujh par utre






Main kisi sa'at khush faal mein tujh ko maangu 
Tu kisi lamha-e-ilhaam mein mujh par utre





Utara jata tha sadqa hamari jaan ka bhi Hamare dam se bhi mansub chahatein thi boht








Utara jata tha sadqa hamari jaan ka bhi
Hamare dam se bhi mansub chahatein thi boht






Khulte nahin hain roz dareechy bahar k aati hai jaan mann pe qayamat kabhi kabhi





Khulte nahin hain roz dareechy bahar k
aati hai jaan mann pe qayamat kabhi kabhi





Aesi ankhon pe ghazal kehna boht mushkil hai Aesi ankhon pe to qurbaan jawani ho ge








Aesi ankhon pe ghazal kehna boht mushkil hai
Aesi ankhon pe to qurbaan jawani ho ge





Ankhein jhoot, nazara jhoot, yani jo hai wo sara jhoot Hum ko aj kaho apna, bolo aj dubara jhoot








Ankhein jhoot, nazara jhoot, 
yani jo hai wo sara jhoot

Hum ko aj kaho apna, 
Bolo aj dubara jhoot





Baray sakoon se rukhsat to kar dia os ko Phir os k baad muhabbat ne intiha kar di







Baray sakoon se rukhsat to kar dia os ko
Phir os k baad muhabbat ne intiha kar di






Thursday, 31 October 2019