Saturday 30 November 2019

Chand tare bila-waja khush hain







چاند تارے بلا وجہ خوش ہیں میں کسی اور سے مخاطب ہوں




Kise milein, kahan jain k raat kali hai






کسے ملیں ، کہاں جائیں کہ رات کالی ھے وہ شکل ھی نہ رھی ، جو دیے جلاتی تھی





Tum pe utri he nahin hijr ki kali ratein








             تم پہ اتری ہی نہیں ہجر کی اندھی راتیں
              تم نے دیکھا ہی نہیں چاند کا کالا ہونا






Urdu Poetry, Phir koi ishq meri simt ravan hai shaid






پھر کوئی عشق مری سمت رواں ہے شاید 
خواب میں روز مجھے دشت نظر آتا ہے 




La thori dair ko he sahi tera hath thaam kar






لا تھوڑی دیر کو ہی سہی تیرا ہاتھ تھام کر مٹھی میں بند کر لوں میں کائنات کو





Tuesday 12 November 2019

Main Aisi Mohabbat Karta Hoon Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho Tum Jahan Peh Beth K Jati Ho Main Waheen Pe Betha Rehta Hoon







Main Aisi Mohabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho

Tum Jahan Peh Beth K Jati Ho
Main Waheen Pe Betha Rehta Hoon
Us Cheez Ko Choota Rehta Hoon
Main Aisi Mohabbt Karta Hoon

Tum Jis Se Huns K Milti Ho
Main Us Ko Dost Banata Hoon

Tum Jis Rustay Par Chalti Ho
Main Us Say Aata Jata Hoon

Main Aisi Mohabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho

Tum Jin Ko Dekhti Rehti Ho
Wo Khuwab Sarhanay Rakhta Hoon
Tum Say Milnay Julnay K
Kitnay Hi Bahanay Rakhta Hoon

Main Aisi Mohabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho

Tum Jahan Bhi Beth K Jati Ho
Jis Cheez Ko Hath Lagati Ho
Main  Waheen Pe Baitha Rehta Hoon
Us Jaga Ko Choota Rehta Hoon

Main Aisi Mohabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho

Kuch Khuwab Saja Kar Aankhoon Main
Palkon Say Moti Chunta Hoon
Koi Lums Agar Choo Jaiy To
Main Pehroon Us Ko Sochta Hoon

Tum Jahan Bhi Beth Ker Jati Ho
Jis Cheez Ko Hath Lagati Ho
Main Waheen Per Baitha Rehta Hoon
Us Cheez Ko Choota Rehta Hoon

Main Aisi Muhabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Muhabbat Karti Ho

Jis Bagh Main Subh Tum Jaati Ho
Jis Sabzay Par Tum Chalti Ho
Jo Shakh Tumhein Choo Jati Hai
Jo Khushbu Tum Ko Bhaati Hai
Wo Oas Tumharay Chehray Par
Jo Qatra Qatra Girti Hai
Wo Titli Choom Kay Phooloan Ko
Jo Tum Sai Milnay Aati Hai
Wo Tum Ko Choomnay Aati Hai

Kya laga tha k khud ko mujh mein nachor do gay? Phir hum se pucho gay ghum hamare....







ﮐﯿﺎ ﻟﮕﺎ ﺗﮭﺎ ؟ ﮐﮧ ﺧﻮﺩ ﮐﻮ ﻣﺠﮫ ﻣﯿﮟ ﻧﭽﻮﮌ ﺩﻭ ﮔﮯ ؟ ﭘﮭﺮ ﮨﻢ ﺳﮯ ﭘﻮﭼﮭﻮ ﮔﮯ ﻏﻢ ﮨﻤﺎﺭﮮ ﺟﺐ ﺩﻝ ﺑﮭﺮﮮ ﮔﺎ ﺗﻮ ﭼﮭﻮﮌ ﺩﻭ ﮔﮯ؟ ﺑﺘﺎﺅ ﺟﺎﻧﺎﮞ ۔۔۔ ﯾﮩﯽ ﻟﮕﺎ ﺗﮭﺎ ؟ ﯾﮧ ﺑﮯ ﺿﺮﺭ ﺳﺎ ﺟﻮ ﺍﯾﮏ ﻟﮍﮐﺎ ﻋﺎﺟﺰﯼ ﮐﺎ ﻟﺒﺎﺱ ﺍﻭﮌﮬﮯ ﻏﻠﯿﻆ ﻟﻮﮔﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺟﯽ ﺭﮨﺎ ﮨﮯ ﺑﮩﺎ ﮐﮯ ﺁﻧﺴﻮ ﻋﺘﺎﺏ ﻋﺒﺮﺕ ﺑﮩﺖ ﺗﺴﻠﯽ ﺳﮯ ﭘﯽ ﺭﮨﺎ ﮨﮯ ﺑﮩﺖ ﮨﯽ ﭼﭗ ﮨﮯ ﺗﻮ ﭼُﭗ ﺭﮨﮯ ﮔﺎ ؟ ﮐﮧ ﺭﻭﺷﻨﯽ ﺑﮭﯽ ﯾﮧ ﮐﮧ ﺭﮨﯽ ﺗﮭﯽ ﮐﯿﺎ ﺍﺏ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﺍ ﮨﯽ ﮔُﭗ ﺭﮨﮯ ﮔﺎ ۔۔ ؟ ﺗﻮ ﺍﯾﺴﯽ ﺳﻮﭼﯿﮟ ﻏﻼﻡ ﺩﻝ ﺳﮯ ﻧﮑﺎﻝ ﭘﮭﯿﻨﮑﻮ ﺍﮔﺮ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﺍ ﯾﮩﺎﮞ ﭘﮧ ﺁﺋﮯ ﺗﻮ ﺍﺱ ﭘﮧ ﻣﯿﺮﯼ ﻭﮦ ﺷﺎﻝ ﭘﮭﯿﻨﮑﻮ ۔۔ ﻭﮦ ﺷﺎﻝ ﺟﺎﻧﺎﮞ ﺟﻮ ﮨﻢ ﻧﮯ ﺳﻮﺭﺝ ﺳﮯ ﺗﯿﺮﯼ ﺧﺎﻃﺮ ﺍﺩﮬﺎﺭ ﻟﯽ ﺗﮭﯽ ۔۔۔۔۔۔ ﻭﮦ ﺷﺎﻝ ﺟﺎﻧﺎﮞ ﮐﮧ ﺟﺲ ﻣﯿﮟ ﮨﻢ ﻧﮯ ﺧﺰﺍﮞ ﭼﮭﭙﺎ ﮐﮯ ﺗﻤﮩﺎﺭﯼ ﺧﺎﻃﺮ ، ﺑﮩﺎﺭ ﻟﯽ ﺗﮭﯽ ﺍﮔﺮ ﻭﮦ ﭘﮭﺮ ﺑﮭﯽ ﻧﮧ ﭘﯿﭽﮭﺎ ﭼﮭﻮﮌﮮ ﺗﻮ ﺍﺳﮑﻮ ﮐﮩﻨﺎ ﮐﮧ ﻣﺠﮭﮑﻮ ثاقی ﻧﮯ ﯾﮧ ﮐﮩﺎ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺭﻭﺷﻨﯽ ﮐﯽ ﻧﮧ ﻓﮑﺮ ﮐﺮﻧﺎ ﮐﺴﯽ ﺳﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﻧﮧ ﺫﮐﺮ ﮐﺮﻧﺎ ﻣﯿﮟ ﺍﭘﻨﮯ ﺣﺼﮯ ﮐﮯ ﺳﺎﺭﮮ ﺟﮕﻨﻮ ﺗﻤﮩﺎﺭﮮ ﻗﺪﻣﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮈﺍﻝ ﺩﻭﻧﮕﺎ ﮐﮧ ﺍﺏ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﮮ ﻧﮯ ﺗﺠﮭﮑﻮ ﺩﯾﮑﮭﺎ ﺗﻮ ﺍﺳﮑﯽ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﻧﮑﺎﻝ ﺩﻭﻧﮕﺎ ۔۔۔۔ ﻣﮕﺮ ﺯﻣﺎﻧﮧ ﺑﺪﻝ ﭼﮑﺎ ﮨﮯ ۔۔۔۔ ﺗﻤﺎﻡ ﭼﯿﺰﯾﮟ ﺟﻮ ﻣﻔﺖ ﻟﯽ ﺗﮭﯽ ﺍﺏ ﺗﻢ ﺍﻧﮑﺎ ﺣﺴﺎﺏ ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﻟﮑﮭﺎ ﺗﮭﺎ ﺍﯾﮏ ﺻﻔﺤﮧ ﺗﻢ ﺍﺳﮑﮯ ﺑﺪﻟﮯ ﮐﺘﺎﺏ ﻟﮑﮭﻮ ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﺷﺮﺍﺏ ﭼﮭﻮﮌﯼ ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﺟﻨﺎﺏ ﭼﮭﻮﮌﯼ ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﻭﮦ ﻭﻋﺪﮮ ﺗﻮﮌﮮ ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﯾﻮﮞ ﺍﭘﻨﮯ ﭼﮭﻮﮌﮮ ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﭼﻼ ﺗﮭﺎ ثاقی ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﺟﻼ ﺗﮭﺎ ثاقی ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﻭﮦ ﭼُﭗ ﺭﮨﺎ ﺗﮭﺎ ﻟﮑﮭﻮ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﺍ ﺑﮭﯽ ﮔُﭗ ﺭﮨﺎ ﺗﮭﺎ ۔۔۔ ﻣﮕﺮ ﯾﮧ ﻟﮑﮭﻨﮯ ﮐﮯ ﻭﺍﺳﻄﮯ ﺗﻮ ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﺟﻠﻨﺎ ﭘﮍﮮ ﮔﺎ ﺟﺎﻧﺎﮞ ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﻣﯿﺮﯼ ﻃﺮﺡ ﺍﮐﯿﻼ ﺟﯽ ﮐﮯ ﻣﺮﻧﺎ ﭘﮍﮮ ﮔﺎ ﺟﺎﻧﺎﮞ ﻣﮕﺮ ﯾﮧ ﺗﻢ ﺳﮯ ﮐﺒﮭﯽ ﺑﮭﯽ ﻟﯿﮑﻦ ﻧﮧ ﮨﻮ ﺳﮑﺎ ﮨﮯ ﻧﮧ ﮨﻮ ﺳﮑﮯ ﮔﺎ ﮐﮧ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﮭﯽ ﺍﺏ ﺳﭻ ﮐﺎ ﭘﯿﭽﮭﺎ ﻧﮧ ﮐﺮ ﺭﮨﺎ ﮨﮯ ﻧﮧ ﮐﺮ ﺳﮑﮯ ﮔﺎ ﺗﻮ ﭼﮭﻮﮌﻭ ﺟﺎﻧﺎﮞ ﺳﻮﺍﻝ ﺳﺎﺭﮮ ﻓﻘﻂ ﺗﻢ ﺍﭘﻨﺎ ﺟﻮﺍﺏ ﺳﻦ ﻟﻮ ﻣﯿﺮﺍ ﺳﺎﺭﺍ ﻋﺬﺍﺏ ﺳﻦ ﻟﻮ ﮐﮧ ﮐﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ۔۔۔۔۔۔۔ ؟ ﺍﮔﺮ ﺗﻢ ﭘﻮﭼﮭﻮ ﮔﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﺷﺠﺮﮦ ﺗﻮ ﻏﺰﻧﻮﯼ ﮐﺎ ﻋﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﺒﮭﯽ ﺟﻮ ﻟﭩﮑﺎ ﺗﮭﺎ ﺳﻮﻟﯽ ﭘﺮ ﻭﮦ ﺍﻧﺎ ﺍﻟﺤﻖ ﮐﺎ ﺟﻨﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﺒﮭﯽ ﻣﯿﮟ ﺳﺐ ﮐﺎ ﺟﻮﺍﺏ ﺩﮮ ﺩﻭﮞ ﮐﺒﮭﯽ ﺳﻮﺍﻝِ ﺑﺪﻭﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﺒﮭﯽ ﻣﯿﮟ ﭼﯿﺨﻮﮞ ﺑﮭﮍﮎ ﺑﮭﮍﮎ ﮐﺮ ﮐﺒﮭﯽ ﺳﺮﺍﭘﺎ ﺳﮑﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﺒﮭﯽ ﻣﯿﮟ ﺟﮭﯿﻠﻮﮞ ﺯﻣﺎﻧﮯ ﺑﮭﺮ ﮐﻮ ﮐﺒﮭﯽ ﺷﮑﺴﺘﮧ ﺳﺘﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﺒﮭﯽ ﻣﯿﮟ ﭘﮍﮪ ﻟﻮﮞ ﻧﻤﺎﺯﯾﮟ ﺳﺎﺭﯼ ﮐﺒﮭﯽ ﻓﺮﺍﺋﺾ ﮐﺎ ﺧﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ۔۔۔ ﺍﮔﺮ ﺻﻔﺎﺋﯽ ﻧﮩﯽ ﯾﮧ ﮐﺎﻓﯽ۔۔۔۔۔ ﺍﺑﮭﯽ ﺑﮭﯽ ﺷﮏ ﮨﮯ ﮐﮧ ﮐﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺗﻮ ﻓﺎﺭﮨﮧ ﺑﮭﯽ ﯾﮧ ﮐﮧ ﺭﮨﯽ ﮨﮯ ﻧﺌﮯ ﺯﻣﺎﻧﮯ ﮐﺎ ﺟﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ۔۔۔ ﺳﻦ ﻟﯿﺎ ﻧﺎ ﮐﮧ ﮐﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ؟ ﺟﻮﻥ ﺗﮭﺎ ﻭﮦ ﺟﻮﻥ ﮨﻮﮞ ميں۔۔





Tum ne chakhi he nahi Hijr ki soghat kabhi Tum pe guzre he nahi mosam sazaon wale







Tum ne chakhi he nahi Hijr ki soghat kabhi
Tum pe guzre he nahi mosam sazaon wale






Maar dale ga ye jamal mujhe Aaina chor sanbhaal mujhe






Maar dale ga ye jamal mujhe
Aaina chor sanbhaal mujhe





Mera dard sari dunya Meri panadol sirf tum







Mera dard sari dunya
Meri panadol sirf tum




Bandh kar mere bazo par taveez nazar kar Khud mujh par wo nazrein jamaiy baithy hain






Bandh kar mere bazo par taveez nazar kar
Khud mujh par wo nazrein jamaiy baithy hain





Tum chun sakte ho Humsafar naya Mera to ishq hai, mujhe ijazat nahi





Tum chun sakte ho Humsafar naya
Mera to ishq hai, mujhe ijazat nahi





Thursday 7 November 2019

Hum tumhare baghair jeene ki Pehli koshih mein maray jain gay







Hum tumhare baghair jeene ki
Pehli koshih mein maray jain gay





Ana parasti ki had puchte ho To suno







Ana parasti ki had puchte ho
To suno,
Jis k bina har sans mujhe tut-ti lagay
Maine os ko bhi panay ka wazifa nahi kia



Jo tum he ho maqabil mere to fatah kesi Jao hum sari khushian waar gaye, hum haar gaye






Jo tum he ho maqabil mere to fatah kesi
Jao hum sari khushian waar gaye, hum haar gaye





Tu itna door hai, thora qareeb hota to Main baal khinchti, ghussa utarti







Tu itna door hai, thora qareeb hota to
Main baal khinchti, ghussa utarti





Mujh ko apna samjh rahi hai Main kisi or bewafa ka hoon






Mujh ko apna samjh rahi hai
Main kisi or bewafa ka hoon





Ye paharo ka zarf hai warna Kon deta hai dosri awaz jana








Ye paharon ka zarf hai warna
Kon deta hai dosri awaz jana





Monday 4 November 2019

Log seeno mein qaid rakhte hain Hum ne sar pe charha lia dil ko






Log seeno mein qaid rakhte hain
Hum ne sar pe charha lia dil ko






Badle mein agar tere Koi mujhe jahan ki har khushi bhi de Ba-Khuda thukra doon








Badle mein agar tere 
Koi mujhe jahan ki har khushi bhi de
Ba-Khuda thukra doon 





Teri muhabbat k hawalon mein Mera he tazkara ho ga






Teri muhabbat k hawalon mein
Mera he tazkara ho ga






Main osay batati hoon pareshani dil ki Wo matha choom kar kehta hai Khuda khair kare ga





Main osay batati hoon
pareshani dil ki

Wo matha choom kar kehta hai
Khuda khair kare ga







Kabhi yun bhi aa meri post pe K tujhe omar bhar k liye rok loon






Kabhi yun bhi aa meri post pe
K tujhe omar bhar k liye rok loon





Main jo ban sanwar k chaloon kahin Mere sath tum bhi chala karo







Main jo ban sanwar k chaloon kahin
Mere sath tum bhi chala karo





Kabhi fursat mile to gin lena Kitne wade udhaar hain tum par








Kabhi fursat mile to Gin lena
Kitne wade udhar hain tum par





Sunday 3 November 2019

Kala rung boht pasand tha osay Os ne meri eid'ain Mohram kar di






Kala rung boht pasand tha osay
Os ne meri eid'ain Mohram kar di





Hamain samjho na khush itna, Labo ki muskurahat se Hamari ankh mein phele hazaro haadsaat dekho







Hamain samjho na khush itna, 
Labo ki muskurahat se

Hamari ankh mein phele 
hazaro haadsaat dekho





Ishq tamasha lagaiy rakhta hai Aqal talian bajati hai saain






Ishq tamasha lagaiy rakhta hai
Aqal talian bajati hai saain





Meri sohbat mein mat betho Main ik ziddi si larki hoon Agar jo zid mein aa jaon to Sare khel se pehle khilone tor deti hoon






Meri sohbat mein mat betho
Main ik ziddi si larki hoon

Agar jo zid mein aa jaon to
Sare khel se pehle khilone tor deti hoon





Ap se naraz ho kar kahan jain gay Roeyn gay, tarpein gay or phir loat aain gay






Ap se naraz ho kar kahan jain gay
Roeyn gay, tarpein gay or phir loat aain gay







Apni tehreer se kuch aesa ubharoon ge tujhe Parhne wale teri tasveer bana dalein gay





Apni tehreer se kuch aesa ubharoon ge tujhe
Parhne wale teri tasveer bana dalein gay





Kisi ne pucha Tum shadi kis se karo gay






Kisi ne pucha 
Tum shadi kis se karo gay

Maine kaha main shadi shuda hoon
Os ne kaha kon hai tera jeewan sathi
Maine kaha yadein hain kisi ki

Os ne kaha parhaya tha nikah kis ne
miane kaha mustaqbil k khwabo ne

Wo bola kesi guzar rahi hai zindagi
maine abhi bataya nahi tha kuch k...
Annkhon se pehle he ansu tapka pare

Os ne kaha chor ku nahi deti tum
Hum ne kaha 
Hum ne to akhiri sans bhi 
Os k naam kar di hai






Kabhi nazar mein bala ki shokhi Kabhi sarapa hijab Ankhein






Kabhi nazar mein bala ki shokhi
Kabhi sarapa hijab Ankhein

Kabhi chupati hai raaz dil k
Kabhi hai dil ki kitab ankhein

Kisi dekhi to jheel jesi
Kisi ne paain saraab ankhein

Hazaro in se qatal huwy
Khuda k bande sanbhaal ankhein







Kaha tha naw Ain se Ishq nahi hota Ab bhugto azab sare






Kaha tha naw Ain se Ishq nahi hota
Ab bhugto azab sare







Sab khokhli hain tumhari batein Na mujh pe lafzon k jaal phenko Dil har kisi pe jo aa raha hai To meri mano nikaal phenko









Sab khokhli hain tumhari batein
Na mujh pe lafzon k jaal phenko

Dil har kisi pe jo aa raha hai
To meri mano nikaal phenko







Saturday 2 November 2019

Ab to ye alam hai k soorat he nazar aa jaiy Wo muhabbat bhi kare, ye main kab kehta hoon






Ab to ye alam hai k soorat he nazar aa jaiy
Wo muhabbat bhi kare, ye main kab kehta hoon







Kya khabar kon kahan tark-e-talluk kar lay ab akathy hain to tasveer bana li jaiy






Kya khabar kon kahan tark-e-talluk kar lay
ab akathy hain to tasveer bana li jaiy





Kala til naswari ankhein Hain mashkook tumhari ankhein






Kala til naswari ankhein
Hain mashkook tumhari ankhein






Main kisi sa'at khush faal mein tujh ko maangu Tu kisi lamha-e-ilhaam mein mujh par utre






Main kisi sa'at khush faal mein tujh ko maangu 
Tu kisi lamha-e-ilhaam mein mujh par utre





Utara jata tha sadqa hamari jaan ka bhi Hamare dam se bhi mansub chahatein thi boht








Utara jata tha sadqa hamari jaan ka bhi
Hamare dam se bhi mansub chahatein thi boht






Khulte nahin hain roz dareechy bahar k aati hai jaan mann pe qayamat kabhi kabhi





Khulte nahin hain roz dareechy bahar k
aati hai jaan mann pe qayamat kabhi kabhi





Aesi ankhon pe ghazal kehna boht mushkil hai Aesi ankhon pe to qurbaan jawani ho ge








Aesi ankhon pe ghazal kehna boht mushkil hai
Aesi ankhon pe to qurbaan jawani ho ge