Wo jo dharkano ki awaz sunta tha, Aj sunta he nahin siskian meri
data-ad-format="auto" data-full-width-responsive="true">
Monday, 28 August 2017
Be-bas kar dia tu ne Apne bas mein kar k...
Be-bas kar dia tu ne
Apne bas mein kar k...
Monday, 21 August 2017
Wo jise sab chain ki neend kaha karte hain Wo tere baad kabhi Ankh mein utri he nahi
Wo jise sab chain ki neend kaha karte hain
Wo tere baad kabhi Ankh mein utri he nahi
Dil ki khamoshi pe mat ja Raakh k niche aag dabi hai
Dil ki khamoshi pe mat ja
Raakh k niche aag dabi hai
Sunday, 20 August 2017
Khyal os ka to sans jesa hai Wo na aye --- to mar na jaon main
Khyal os ka to sans jesa hai
Wo na ay --- to mar na jaon main
Os sy milna to osay eid mobarik kehna Ye bhi kehna k meri eid mobarik kar de
Os sy milna to osay eid mobarik kehna
Ye bhi kehna k meri eid mobarik kar de
Jo ujalon mein kho jain .....!! Wo taaq raton mein bhi nhi milte
Jo ujalon mein kho jain .....!!
Wo taaq raton mein bhi nhi milte
Tera Gham Mera Gham (Sad) Hariharan, Kavita Krishnamurthy
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Hum dono ki ek kahani
Aaja lagja gale dil jaani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Hum dono ki ek kahani
Aaja lagja gale dil jaani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Main achchi buri jaisi bhi hoon
Tu achcha bura jaisa bhi hai
Main teri hoon kaisi bhi hoon
Tu mera hai kaisa bhi hai
Tu mera hai kaisa bhi hai
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Hum dono ki ek kahani
Aaja lagja gale dil jaani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Toote huye dil ki kashti ko
Toofan mein kinara mil jaye
Tu thaam le mera haath agar
Dono ko sahara mil jaye
Dono ko sahara mil jaye
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Hum dono ki ek kahani
Aaja lagja gale dil jaani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Bikhri pa'ri thi kalian zameen par Tarteeb de k maine tera naam likh dia
Bikhri pa'ri thi kalian zameen par
Tarteeb de k maine tera naam likh dia
Chalo ao muhabbat ki yun bunyad rakhte hain
Chalo ao muhabbat ki
yun bunyad rakhte hain
Khud paband rehte hain
osay Azad rakhte hain
Chalne mein kahin hum se
koi Gustakhi na ho jaiy
Hum apna har qadam
os k qadam k baad rakhte hain
Zindagi bhar ki tman-naow ka
Zindagi bhar ki tamannao ka tehra hasil
Samne ap k.. mera khaak mein pinhan hona
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)