Sunday 20 August 2017

Chalo ao muhabbat ki yun bunyad rakhte hain




Chalo ao muhabbat ki 
yun bunyad rakhte hain 


Khud paband rehte hain 
osay Azad rakhte hain


Chalne mein kahin hum se 
koi Gustakhi na ho jaiy


Hum apna har qadam 
os k qadam k baad rakhte hain




No comments:

Post a Comment