Saturday, 21 August 2021

Kabhi yun bhi aa meri aankh mein Ke meri nazar ko khabar na ho کبھی یوں بھی آ مری آنکھ میں


کبھی یوں بھی آ مری آنکھ میں کہ مری نظر کو خبر نہ ہو

مجھے ایک رات نواز دے مگر اس کے بعد سحر نہ ہو

وہ بڑا رحیم و کریم ہے مجھے یہ صفت بھی عطا کرے

تجھے بھولنے کی دعا کروں تو مری دعا میں اثر نہ ہو

مرے بازوؤں میں تھکی تھکی ابھی محو خواب ہے چاندنی

نہ اٹھے ستاروں کی پالکی ابھی آہٹوں کا گزر نہ ہو

یہ غزل کہ جیسے ہرن کی آنکھ میں پچھلی رات کی چاندنی

نہ بجھے خرابے کی روشنی کبھی بے چراغ یہ گھر نہ ہو

کبھی دن کی دھوپ میں جھوم کے

 کبھی شب کے پھول کو چوم کے

یوں ہی ساتھ ساتھ چلیں سدا کبھی ختم اپنا سفر نہ ہو


Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
Ke meri nazar ko khabar na ho
Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
Ke meri nazar ko khabar na ho
Mujhe ek raat nawaz de
Mujhe ek raat nawaz de
Magar us ke baad saher na ho
Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
Ke meri nazar ko khabar na ho
Who bada nahi who karim hain
Mujhe yeh shifat bhi ata kare
Who bada nahi who karim hain
Mujhe yeh shifat bhi ata kare
Tujhe bhulne ki dua karo
Tujhe bhulne ki dua karo
To dua mein meri asar na ho
Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
Ke meri nazar ko khabar na ho
Kabhi din dhoop mein zhum ke
Kabhi shab ke phool ko chum ke
Kabhi din dhoop mein zhum ke
Kabhi shab ke phool ko chum ke
Yuh hi saath saath chale sada
Kabhi khatm aapna safar na ho
Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
Ke meri nazar ko khabar na ho
Mere paas mere habib aa
Jara aur dil ke karib aa
Mere paas mere habib aa
Jara aur dil ke karib aa
Tujhe dhadhkano mein
Basa loon mein
Ke bichadne ka kabhi daar na ho
Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
Ke meri nazar ko khabar na ho


No comments:

Post a Comment