data-ad-format="auto" data-full-width-responsive="true">

Friday, 5 July 2019

Muhabbat ki hai to wafa bhi karein gy zindagi rahi to nikah bhi karein gy






Muhabbat ki hai to wafa bhi karein gy
zindagi rahi to nikah bhi karein gy


Meri Ankhon mein ashk bhar kar Tumhe taskin milti hai To Rabb se eltija hai meri




Meri Ankhon mein ashk bhar kar
Tumhe taskin milti hai
To Rabb se eltija hai meri
Main tujh ko omar bhar ro'on
Meri Aahein, mere ansu, meri Ankhein
Chiz he kya hai,
Teri taskin ki khatir,
Mujhe marna bhi gawara hai


Tumhare Bin Adhura Pal Boht Takleef Deta Hai




Jo Tum Bolo Sanwar Jain
Jo Tum Bolo Bikhar Jain
Magar Ye Tutna Judna Boht Taklif Deta Hai
Jo Tum Mano To Batlain
Jo Tum Samjho To Samjhain
Tumhare Bin Adhura Pal Boht Takleef Deta Hai


Ye Meri zindagi ki sab se bari tamanna hai Tum har pal raho mere pas meri sanso ki terha




Ye Meri zindagi ki sab se bari tamanna hai
Tum har pal raho mere pas meri sanso ki terha