data-ad-format="auto" data-full-width-responsive="true">

Tuesday, 2 July 2019

Phir yun hoa k ik dosre ko takte rahe yunhi dair tak Wo andaz-e-bayan se qasir main lafz-e-ibtida se ajiz






Phir yun hoa k ik dosre ko takte rahe 
yunhi dair tak

Wo andaz-e-bayan se qasir 
main lafz-e-ibtida se ajiz



Nahi maloom kab se hai ye talluq tum se apna sa Tumhara aks tha dil mein tumhare naam se pehle




Nahi maloom kab se hai 
ye talluq tum se apna sa
Tumhara aks tha dil mein 
tumhare naam se pehle


Muhabbat ki nishani yaad rehti hai Hamain teri kahani yaad rehti hai





Muhabbat ki nishani yaad rehti hai
Hamain teri kahani yaad rehti hai

Kabhi tasveer mangi he nahi tujh se
Teri soorat zabani yaad rehti hai


Monday, 1 July 2019

Seene se lagain tumhe Arman yahi hai Jeene ka maza hai to meri jaan yahi hai






Seene se lagain tumhe Arman yahi hai
Jeene ka maza hai to meri jaan yahi hai

Adhuri sans, Adhuri Aas, adhuri zaat hai meri Jo tum socho, jo tum chaho, meri takmil ho jaiy





Adhuri sans, Adhuri Aas, adhuri zaat hai meri
Jo tum socho, jo tum chaho, meri takmil ho jaiy

Tera jannat tak sath manga hai Kun k dunya to mehz fani hai




Tera jannat tak sath manga hai
Kun k dunya to mehz fani hai


Mujhe acha sa lagta hai tumhari arzo karna Khud apne dil ki dharkan se tumhari guftagu karna





Mujhe acha sa lagta hai 
tumhari arzo karna

Khud apne dil ki dharkan se 
tumhari guftagu karna


Dil chasp hai, Afat hai, Qayamat hai, Ghazab hai Baat unki, Ada unki, Bayan unka, Khayal unka, urdu poetry






Dil chasp hai, Afat hai, Qayamat hai, Ghazab hai
Baat unki, Ada unki, Bayan unka, Khayal unka


Lo main ankho pe hath rakhta hoon, tum achanak kahin se aa jao...






Lo main ankho pe hath rakhta hoon,
tum achanak kahin se aa jao...


Koshish kro k sab kuch tut jaiy par wo maan






Koshish kro k
sab kuch tut jaiy par wo maan na tute,
jo kisi boht apne ne
khud se zyada ap par kia ho