Monday, 27 August 2018

Meri Jaan Tere baad dil laga he Nahi



Meri jaan Tere baad dil laga he Nahi 
Hum Tujh pe apni muhabbat tamam Kar baithy


kabhi unka naam lena, kabhi unki baat karna



kabhi unka naam lena, 
kabhi unki baat karna

mera zoaq unki Chahat, 
mera shoaq un pe marna


kahin to wo Likhta hoga apne dil ki chupi batein



kahin to wo Likhta hoga 
apne dil ki chupi batein 

kahin to beshumar lafzon mein, 
mera naam bhi hoga




wo jo dil ko qabul hote hain



wo jo dil ko qabul hote hain 
bina makeup k phool hote hain


jab bhi dil udas hota hai




jab bhi dil udas hota hai 
waja Teri Yaad banti hai



Har kisi k naam pe Nahi rukti



Har kisi k naam pe Nahi rukti sahib 
dharkanein boht ba-Asul hoti hain...


Thursday, 23 August 2018

Kuch Tu Baat Hai Teri Fitrat Main Meri Jaan



Kuch Tu Baat Hai 
Teri Fitrat Main Meri Jaan 


Warna Tujhey Chahny Ki 
Khata Hum Bar Bar Na Kerty


Kaash Chahne Wale Humesha chahne Wale Hi Rehte 



Kaash Chahne Wale 
Humesha chahne Wale Hi Rehte 

Par Log Aksar Badal Jaate Hain 
Mohabbat HoJaane Ke Baad 



Mehsoos Ho Rahi Hai Fizza Main Uski Khushbu



Mehsoos Ho Rahi Hai Fizza 
Main Uski Khushbu, 

Lagta Hai Meri Yaad Main 
Wo Saans Le Raha Hai....


jhoot Kahon To Sab Kuch Hai Mere Pass, Or Sach Kahon To



jhoot Kahon To 
Sab Kuch Hai Mere Pass, 

Or Sach Kahon To , 
Ek Tere Siwa Kuch Bhi Khas Nahi ♥


najane dil kyu khincha jata hai uski taraf, kya os ne bhi mujhe panay ki dua mangi hai, urdu poetry




najane dil kyu 
khincha jata hai uski taraf

kiya us ne bhi 
mjy paany ki dua mangi hai.


Tu Nafrat Bhi Na Nibha Paye Ga Itni Mujh Se.



Tu Nafrat Bhi Na Nibha Paye Ga
 Itni Mujh Se.. 

Jitni Shiddat Se 
Tera Pyar Nibhaya Main Ne.


soch Kar Rakhna hamari sultanat mein qadam hamari muhabbat ki qaid mein zananat Nahi hoti






soch Kar Rakhna 
hamari sultanat mein qadam 

hamari muhabbat ki qaid mein 
zananat Nahi hoti


everyday I spend with you becomes the best day of my life,







everyday I spend with you becomes the best day of my life


jo qahqy na lagaow to mere seene se kisi k rone ki awaz anay lagti hai,





jo qahqy na lagaow to mere seene se 
kisi k rone ki awaz anay lagti hai, 

Es khaak ko hidayat de Maula Os khaak mein milne se pehle



Es khaak ko hidayat de Maula
Os khaak mein milne se pehle

tamam Aziyaton mein sab se bari Aziyat,






tamam Aziyaton mein sab se bari Aziyat, 
Rishto ka bharam tut jana hai



Tere kandhy par sar rakh Kar Ghamo se jeet jati hoon





Tere kandhy par sar rakh Kar 
Ghamo se jeet jati hoon



Friday, 17 August 2018

main jab bhi os say kehta hoon mujhe tum se muhabbat hai....







میں جب بھی اس سے کہتا ہوں
مجھے تم سے محبت ہے

وہ مجھ سے پوچھتی ہے کہ
بتاؤ نا! کہ کتنی ہے؟
میں بازو کھول کر کہتا ہوں کہ
زمیں سے آسماں تک ہے

فلک کی کہکشاں تک ہے
میرے دل سے تیرے دل تک

مکاں سے لا مکاں تک ہے
!!!وہ کہتی ھے، کہ بس اتنی

میں کہتا ھوں
یہ بہتی ھے

لہو کی تیز حدت میں
میرے جذبوں کی شدت میں

تیرے امکاں کی حسرت میں
میرے وجداں کی جدت میں

وہ کہتی ہے
نہیں کافی ابھی تک یہ

میں کہتا ہوں
ہوا کی سرسراہٹ ہے

تیرے قدموں کی آھٹ ہے
کسی شب کے کسی پل میں

مجسم کھنکھناہٹ ہے
وہ کہتی ہے

یہ کیسےمحسوس ہوتی ھے؟؟
میں کہتا ہوں

چمکتی دھوپ کی مانند
بلوریں سوت کی مانند

صبح کی شبنمی رت میں
لہکتی کوک کی مانند

وہ کہتی ھے
مجھے بہکاوے دیتے ہو؟

مجھے سچ سچ بتاؤ نا
مجھے تم چاھتے بھی ہو

یا بس بہلاوے دیتے ہو؟
میں کہتا ہوں

مجھے تم سے محبت ہے
کہ جیسے پنچھی پر کھولے

ہوا کے دوش پر جھولے
کہ جیسے برف پگھلے اور

جیسے موتیا پھولے
وہ کہتی ھے

!!مجھے الو بناتے ہو
مجھے اتنا کیوں چاہتے ھو؟

میں اس سے پوچھتا ہوں اب
تمھیں مجھ سے محبت ہے؟

بتاؤ نا کہ، کتنی ہے
وہ بازو کھول کے

مجھ سے لپٹ کے
جھوم جاتی ہے

میری آنکھوں کو کر کے بند
مجھ کو چوم جاتی ھے

دکھا کے مجھ کو وہ چٹکی
دھیرے سے مسکراتی ھے

میرے کانوں میں کہتی ھے
!!!....فقط اتنی

بس اتنی سی۔۔۔۔

Monday, 13 August 2018

wo ankhon se shararat Karta hai



wo ankhon se shararat Karta hai...
apni ada'on se Qyamat Karta hai...

nigahein un k chehre se hat-ti Nahi...
Phir bhi hmari nazro se shikayat Karta hai...



Sunday, 12 August 2018

Dair hoi jab main chhota sa larka tha mujh ko rah main ek jogi ne roka tha











Dair hoi jab main chota sa larka tha
mujh ko rah main ek jogi ne roka tha

tere hath ki reekha, dekhna chahta hoon
jo mathe per dekha, dekhna chahta hoon

ghor se us ne dekha meri hatheli ko
jese koi boojhe kisi paheli ko

pehle to kuch dair mujhe woh takta raha
phir us ne aik aah bhari aur kehne laga

balak yeh jo tere hath ki reekha hai
main ne es main tera jeewan dekha hai

tera mann ek sundar nari tore gi
ek bhi sapna tere pas na chhore gi

ghoome ga to dware dware aas liye
mar jaiy ga nadi kinare pyas liye

logo main baithe ga tu ghabraiy ga
tanhai main tujh ko chain na aaiy ga

tujh per ek din aaisa waqt bhi aana hai
log kahain gay pagla hai deewana hai

morakh tera dosh nahi yeh honi hai
tu ne apni naiya aap daboni hai

dukh hi dukh tere hisse main aaya hai
balak yeh tu kya likhwa kar laya



Safar Tanha Nahi Karte Hum Soya Nahi Karte



Safar Tanha Nahi Karte
Suno Aisa Nahi Karte

Jise Shafaaf Rakhna Ho
Usey Mela Nahi Karte

Bohat Ujre Howe Ghar Par
Bohat Socha Nahi Karte

Safar Jiska Muqadar Ho
Usey Roka Nahi Karte

Jo Mil Kar Khud Se Kho Jae
Usey Ruswa Nahi Karte

Teri Aankhen Ijazat Dein
To Ham Kya Kya Nahi Karte

Chalo Tum Raaz Ho Apna
Tumhein Afsha Nahi Karte

Jo Dhun Ho Kar Guzarne Ki
To Phir Socha Nahi Karte

Kabhi Hansne Se Darte Hain
Kabhi Roya Nahi Karte

Teri Aankhon Ko Parhte Hain
Tujhe Dekha Nahi Karte

Ye Onchey Pair Kese Hain
Kahein Saya Nahi Karte

Sahar Se Pooch Lo "Mohsin"
K Hum Soya Nahi Karte



Wednesday, 8 August 2018

Mumkin nhi chaman mein dono ki zid pori ho





Mumkin nahi chaman mein dono ki zid pori ho 
Ya Bijlian RAhein Ge Ya Ashyana Rahay Ga






oski yadein kanch k tukre. . mera ishq nangy Paon





oski yadein kanch k tukre. . 
mera ishq nangy Paon 




wo jo sunta tha dharkano ki awaz kbhi aj sunta he Nahi siskian meri






wo jo sunta tha dharkano ki awaz kbhi 
aj sunta he Nahi siskian meri 



main ik buland hosle wali ziddi so larki






Main ik buland hosle wali ziddi so larki 
Jab Teri Yaad Se Larti Hoon To Ro Deti Hoon



wo reh na paiy ik pal bhi mere bina





wo reh na paiy ik pal bhi mere bina 
Ae Khuda to osko meri adat si kar de



os shakhs se muhabbat Karna bhi har din marne k barabr hai







os shakhs se muhabbat Karna bhi 
har din marne k barabr hai 

Jise Tumhare hone ya na hone se
Koi Farq nahi parta




Kisi ki narazgi ko itna tool na do k osay tumhare baghair Jeene ki adat ho jaiy






Kisi ki narazgi ko itna tool na do 
k osay tumhare baghair
Jeene ki adat ho jaiy


agar tum pas hote to Karam ki intiha Karte







agar tum pas hote to Karam ki intiha Karte 



lagi hai bad-Dua mjhe en gulabo ki jin ko tora tha hum ne tumhare liye






lagi hai bad-Dua mjhe en gulabo ki 
jin ko tora tha hum ne tumhare liye



mujh ko es jahan mein sirf Tujh he se ishq hai






mujh ko es jahan mein sirf Tujh he se ishq hai
Ya Mera imtehan le, ya mera aetabar kar



ghum hai ya khushi hai tu meri zindagi hai tu






ghum hai ya khushi hai tu meri zindagi hai tu



Tujhe galay se lagana to aik Bahana tha






Hum apni rooh tere jism mein chhod aaye
Tujhe galay se lagana to aik Bahana tha 



ye zindagi Tere sath ho






Ye zindagi tere sath ho
Ye Arzo din raat ho

Main tere sang sang chalun
Tu har safar mere sath



Agar Sacha pyar ho to kbhi nhi badalta






Agar Sacha pyar ho to kbhi nhi badalta 
Na waqt se k sath na halat k sath



Tumhari zaat ko Phir be-misaal Kar daloon





Khyal bandh k laon kamal kar daloon
Tumhari zaat ko Phir be-misaal Kar daloon

Jo tu pukare to phir mujh pe wajd tari ho
Main paon jhoom k rakhun dhamal kar daloon



Teri izat ki baat ai to.. main muhabbat bhi maar daloon ga






Teri izat ki baat ai to.. 
main muhabbat bhi maar daloon ga


hamare intikhab ka mayaar urdu poetry







Hamare intikhab ka mayar kuch bhi ho
Jise hum chahein gy osay bemisal kar dalein gy



jab dil kisi par tehr jaiy







Jab dil kisi par tehr jaiy tp zehn
kisi or qabool nahi karta



be-bas itne hai Tere ishq mein taras Jate hain guftagu k leye





be-bas itne hai Tere ishq mein  
taras Jate hain guftagu k leye 



ishq wo Nahi jo Tujhe mera Kar de






ishq wo Nahi jo Tujhe mera Kar de Balky
Ishq to wo hai jo tujhe kisi or ka hone na de



kafi arsa beet gya hai Jane ab wo kesa ho ga urdu ghazal







kafi arsa beet gya hai Jane ab wo kesa ho ga urdu ghazal 



wo bilkul chand ki tarha hai mera yaar







wo bilkul chand ki tarha hai mera yaar
Noor bhi itna, maghrur bhi itna or mujh se dur bhi itna