چاند تارے بلا وجہ خوش ہیں
میں کسی اور سے مخاطب ہوں
Saturday, 30 November 2019
Thursday, 21 November 2019
Tuesday, 12 November 2019
Main Aisi Mohabbat Karta Hoon Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho Tum Jahan Peh Beth K Jati Ho Main Waheen Pe Betha Rehta Hoon
Main Aisi Mohabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho
Tum Jahan Peh Beth K Jati Ho
Main Waheen Pe Betha Rehta Hoon
Us Cheez Ko Choota Rehta Hoon
Main Aisi Mohabbt Karta Hoon
Tum Jis Se Huns K Milti Ho
Main Us Ko Dost Banata Hoon
Tum Jis Rustay Par Chalti Ho
Main Us Say Aata Jata Hoon
Main Aisi Mohabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho
Tum Jin Ko Dekhti Rehti Ho
Wo Khuwab Sarhanay Rakhta Hoon
Tum Say Milnay Julnay K
Kitnay Hi Bahanay Rakhta Hoon
Main Aisi Mohabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho
Tum Jahan Bhi Beth K Jati Ho
Jis Cheez Ko Hath Lagati Ho
Main Waheen Pe Baitha Rehta Hoon
Us Jaga Ko Choota Rehta Hoon
Main Aisi Mohabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho
Kuch Khuwab Saja Kar Aankhoon Main
Palkon Say Moti Chunta Hoon
Koi Lums Agar Choo Jaiy To
Main Pehroon Us Ko Sochta Hoon
Tum Jahan Bhi Beth Ker Jati Ho
Jis Cheez Ko Hath Lagati Ho
Main Waheen Per Baitha Rehta Hoon
Us Cheez Ko Choota Rehta Hoon
Main Aisi Muhabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Muhabbat Karti Ho
Jis Bagh Main Subh Tum Jaati Ho
Jis Sabzay Par Tum Chalti Ho
Jo Shakh Tumhein Choo Jati Hai
Jo Khushbu Tum Ko Bhaati Hai
Wo Oas Tumharay Chehray Par
Jo Qatra Qatra Girti Hai
Wo Titli Choom Kay Phooloan Ko
Jo Tum Sai Milnay Aati Hai
Wo Tum Ko Choomnay Aati Hai
Kya laga tha k khud ko mujh mein nachor do gay? Phir hum se pucho gay ghum hamare....
ﮐﯿﺎ ﻟﮕﺎ ﺗﮭﺎ ؟
ﮐﮧ ﺧﻮﺩ ﮐﻮ ﻣﺠﮫ ﻣﯿﮟ
ﻧﭽﻮﮌ ﺩﻭ ﮔﮯ ؟
ﭘﮭﺮ ﮨﻢ ﺳﮯ ﭘﻮﭼﮭﻮ ﮔﮯ ﻏﻢ ﮨﻤﺎﺭﮮ
ﺟﺐ ﺩﻝ ﺑﮭﺮﮮ ﮔﺎ
ﺗﻮ ﭼﮭﻮﮌ ﺩﻭ ﮔﮯ؟
ﺑﺘﺎﺅ ﺟﺎﻧﺎﮞ ۔۔۔
ﯾﮩﯽ ﻟﮕﺎ ﺗﮭﺎ ؟
ﯾﮧ ﺑﮯ ﺿﺮﺭ ﺳﺎ ﺟﻮ ﺍﯾﮏ ﻟﮍﮐﺎ
ﻋﺎﺟﺰﯼ ﮐﺎ ﻟﺒﺎﺱ ﺍﻭﮌﮬﮯ
ﻏﻠﯿﻆ ﻟﻮﮔﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺟﯽ ﺭﮨﺎ ﮨﮯ
ﺑﮩﺎ ﮐﮯ ﺁﻧﺴﻮ ﻋﺘﺎﺏ ﻋﺒﺮﺕ
ﺑﮩﺖ ﺗﺴﻠﯽ ﺳﮯ ﭘﯽ ﺭﮨﺎ ﮨﮯ
ﺑﮩﺖ ﮨﯽ ﭼﭗ ﮨﮯ
ﺗﻮ ﭼُﭗ ﺭﮨﮯ ﮔﺎ ؟
ﮐﮧ ﺭﻭﺷﻨﯽ ﺑﮭﯽ ﯾﮧ ﮐﮧ ﺭﮨﯽ ﺗﮭﯽ
ﮐﯿﺎ ﺍﺏ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﺍ
ﮨﯽ ﮔُﭗ ﺭﮨﮯ ﮔﺎ ۔۔ ؟
ﺗﻮ ﺍﯾﺴﯽ ﺳﻮﭼﯿﮟ ﻏﻼﻡ ﺩﻝ ﺳﮯ
ﻧﮑﺎﻝ ﭘﮭﯿﻨﮑﻮ
ﺍﮔﺮ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﺍ ﯾﮩﺎﮞ ﭘﮧ ﺁﺋﮯ
ﺗﻮ ﺍﺱ ﭘﮧ ﻣﯿﺮﯼ
ﻭﮦ ﺷﺎﻝ ﭘﮭﯿﻨﮑﻮ ۔۔
ﻭﮦ ﺷﺎﻝ ﺟﺎﻧﺎﮞ
ﺟﻮ ﮨﻢ ﻧﮯ ﺳﻮﺭﺝ ﺳﮯ ﺗﯿﺮﯼ ﺧﺎﻃﺮ
ﺍﺩﮬﺎﺭ ﻟﯽ ﺗﮭﯽ ۔۔۔۔۔۔
ﻭﮦ ﺷﺎﻝ ﺟﺎﻧﺎﮞ
ﮐﮧ ﺟﺲ ﻣﯿﮟ ﮨﻢ ﻧﮯ ﺧﺰﺍﮞ ﭼﮭﭙﺎ ﮐﮯ
ﺗﻤﮩﺎﺭﯼ ﺧﺎﻃﺮ ،
ﺑﮩﺎﺭ ﻟﯽ ﺗﮭﯽ
ﺍﮔﺮ ﻭﮦ ﭘﮭﺮ ﺑﮭﯽ ﻧﮧ ﭘﯿﭽﮭﺎ ﭼﮭﻮﮌﮮ
ﺗﻮ ﺍﺳﮑﻮ ﮐﮩﻨﺎ
ﮐﮧ ﻣﺠﮭﮑﻮ ثاقی ﻧﮯ ﯾﮧ ﮐﮩﺎ ﮨﮯ
ﮐﮧ ﺭﻭﺷﻨﯽ ﮐﯽ ﻧﮧ ﻓﮑﺮ ﮐﺮﻧﺎ
ﮐﺴﯽ ﺳﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﻧﮧ ﺫﮐﺮ ﮐﺮﻧﺎ
ﻣﯿﮟ ﺍﭘﻨﮯ ﺣﺼﮯ ﮐﮯ ﺳﺎﺭﮮ ﺟﮕﻨﻮ
ﺗﻤﮩﺎﺭﮮ ﻗﺪﻣﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮈﺍﻝ ﺩﻭﻧﮕﺎ
ﮐﮧ ﺍﺏ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﮮ ﻧﮯ ﺗﺠﮭﮑﻮ ﺩﯾﮑﮭﺎ
ﺗﻮ ﺍﺳﮑﯽ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﻧﮑﺎﻝ ﺩﻭﻧﮕﺎ ۔۔۔۔
ﻣﮕﺮ ﺯﻣﺎﻧﮧ ﺑﺪﻝ ﭼﮑﺎ ﮨﮯ ۔۔۔۔
ﺗﻤﺎﻡ ﭼﯿﺰﯾﮟ ﺟﻮ ﻣﻔﺖ ﻟﯽ ﺗﮭﯽ
ﺍﺏ ﺗﻢ ﺍﻧﮑﺎ ﺣﺴﺎﺏ ﻟﮑﮭﻮ
ﮐﮧ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﻟﮑﮭﺎ ﺗﮭﺎ ﺍﯾﮏ ﺻﻔﺤﮧ
ﺗﻢ ﺍﺳﮑﮯ ﺑﺪﻟﮯ ﮐﺘﺎﺏ ﻟﮑﮭﻮ
ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﺷﺮﺍﺏ ﭼﮭﻮﮌﯼ
ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﺟﻨﺎﺏ ﭼﮭﻮﮌﯼ
ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﻭﮦ ﻭﻋﺪﮮ ﺗﻮﮌﮮ
ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﯾﻮﮞ ﺍﭘﻨﮯ ﭼﮭﻮﮌﮮ
ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﭼﻼ ﺗﮭﺎ ثاقی
ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﺟﻼ ﺗﮭﺎ ثاقی
ﻟﮑﮭﻮ ﮐﮧ ﮐﯿﺴﮯ ﻭﮦ ﭼُﭗ ﺭﮨﺎ ﺗﮭﺎ
ﻟﮑﮭﻮ ﺍﻧﺪﮬﯿﺮﺍ ﺑﮭﯽ ﮔُﭗ ﺭﮨﺎ ﺗﮭﺎ ۔۔۔
ﻣﮕﺮ ﯾﮧ ﻟﮑﮭﻨﮯ ﮐﮯ ﻭﺍﺳﻄﮯ ﺗﻮ
ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﺟﻠﻨﺎ ﭘﮍﮮ ﮔﺎ ﺟﺎﻧﺎﮞ
ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﻣﯿﺮﯼ ﻃﺮﺡ ﺍﮐﯿﻼ
ﺟﯽ ﮐﮯ ﻣﺮﻧﺎ ﭘﮍﮮ ﮔﺎ ﺟﺎﻧﺎﮞ
ﻣﮕﺮ ﯾﮧ ﺗﻢ ﺳﮯ
ﮐﺒﮭﯽ ﺑﮭﯽ ﻟﯿﮑﻦ
ﻧﮧ ﮨﻮ ﺳﮑﺎ ﮨﮯ
ﻧﮧ ﮨﻮ ﺳﮑﮯ ﮔﺎ
ﮐﮧ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﮭﯽ ﺍﺏ
ﺳﭻ ﮐﺎ ﭘﯿﭽﮭﺎ
ﻧﮧ ﮐﺮ ﺭﮨﺎ ﮨﮯ
ﻧﮧ ﮐﺮ ﺳﮑﮯ ﮔﺎ
ﺗﻮ ﭼﮭﻮﮌﻭ ﺟﺎﻧﺎﮞ ﺳﻮﺍﻝ ﺳﺎﺭﮮ
ﻓﻘﻂ ﺗﻢ ﺍﭘﻨﺎ ﺟﻮﺍﺏ ﺳﻦ ﻟﻮ
ﻣﯿﺮﺍ ﺳﺎﺭﺍ ﻋﺬﺍﺏ ﺳﻦ ﻟﻮ
ﮐﮧ
ﮐﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ۔۔۔۔۔۔۔ ؟
ﺍﮔﺮ ﺗﻢ ﭘﻮﭼﮭﻮ ﮔﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﺷﺠﺮﮦ
ﺗﻮ ﻏﺰﻧﻮﯼ ﮐﺎ ﻋﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﮐﺒﮭﯽ ﺟﻮ ﻟﭩﮑﺎ ﺗﮭﺎ ﺳﻮﻟﯽ ﭘﺮ ﻭﮦ
ﺍﻧﺎ ﺍﻟﺤﻖ ﮐﺎ ﺟﻨﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﮐﺒﮭﯽ ﻣﯿﮟ ﺳﺐ ﮐﺎ ﺟﻮﺍﺏ ﺩﮮ ﺩﻭﮞ
ﮐﺒﮭﯽ ﺳﻮﺍﻝِ ﺑﺪﻭﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﮐﺒﮭﯽ ﻣﯿﮟ ﭼﯿﺨﻮﮞ ﺑﮭﮍﮎ ﺑﮭﮍﮎ ﮐﺮ
ﮐﺒﮭﯽ ﺳﺮﺍﭘﺎ ﺳﮑﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﮐﺒﮭﯽ ﻣﯿﮟ ﺟﮭﯿﻠﻮﮞ ﺯﻣﺎﻧﮯ ﺑﮭﺮ ﮐﻮ
ﮐﺒﮭﯽ ﺷﮑﺴﺘﮧ ﺳﺘﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﮐﺒﮭﯽ ﻣﯿﮟ ﭘﮍﮪ ﻟﻮﮞ ﻧﻤﺎﺯﯾﮟ ﺳﺎﺭﯼ
ﮐﺒﮭﯽ ﻓﺮﺍﺋﺾ ﮐﺎ ﺧﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ۔۔۔
ﺍﮔﺮ ﺻﻔﺎﺋﯽ ﻧﮩﯽ ﯾﮧ ﮐﺎﻓﯽ۔۔۔۔۔
ﺍﺑﮭﯽ ﺑﮭﯽ ﺷﮏ ﮨﮯ ﮐﮧ ﮐﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﺗﻮ ﻓﺎﺭﮨﮧ ﺑﮭﯽ ﯾﮧ ﮐﮧ ﺭﮨﯽ ﮨﮯ
ﻧﺌﮯ ﺯﻣﺎﻧﮯ ﮐﺎ ﺟﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ۔۔۔
ﺳﻦ ﻟﯿﺎ ﻧﺎ ﮐﮧ ﮐﻮﻥ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ؟
ﺟﻮﻥ ﺗﮭﺎ ﻭﮦ
ﺟﻮﻥ ﮨﻮﮞ ميں۔۔
Friday, 8 November 2019
Ghunyat al-Talibeen by Shaykh Abdul Qadir Jilani r.a.pdf
Click below to read or download your E-book
Thursday, 7 November 2019
Ana parasti ki had puchte ho To suno
Ana parasti ki had puchte ho
To suno,
Jis k bina har sans mujhe tut-ti lagay
Maine os ko bhi panay ka wazifa nahi kia
Monday, 4 November 2019
Sunday, 3 November 2019
Meri sohbat mein mat betho Main ik ziddi si larki hoon Agar jo zid mein aa jaon to Sare khel se pehle khilone tor deti hoon
Meri sohbat mein mat betho
Main ik ziddi si larki hoon
Agar jo zid mein aa jaon to
Sare khel se pehle khilone tor deti hoon
Kisi ne pucha Tum shadi kis se karo gay
Kisi ne pucha
Tum shadi kis se karo gay
Maine kaha main shadi shuda hoon
Os ne kaha kon hai tera jeewan sathi
Maine kaha yadein hain kisi ki
Os ne kaha parhaya tha nikah kis ne
miane kaha mustaqbil k khwabo ne
Wo bola kesi guzar rahi hai zindagi
maine abhi bataya nahi tha kuch k...
Annkhon se pehle he ansu tapka pare
Os ne kaha chor ku nahi deti tum
Hum ne kaha
Hum ne to akhiri sans bhi
Os k naam kar di hai
Kabhi nazar mein bala ki shokhi Kabhi sarapa hijab Ankhein
Kabhi nazar mein bala ki shokhi
Kabhi sarapa hijab Ankhein
Kabhi chupati hai raaz dil k
Kabhi hai dil ki kitab ankhein
Kisi dekhi to jheel jesi
Kisi ne paain saraab ankhein
Hazaro in se qatal huwy
Khuda k bande sanbhaal ankhein
Sab khokhli hain tumhari batein Na mujh pe lafzon k jaal phenko Dil har kisi pe jo aa raha hai To meri mano nikaal phenko
Sab khokhli hain tumhari batein
Na mujh pe lafzon k jaal phenko
Dil har kisi pe jo aa raha hai
To meri mano nikaal phenko
Saturday, 2 November 2019
Subscribe to:
Posts (Atom)